Payment take , no work done
UGS technology se call aaya usne bola ki wo Google me ad dalwa k denge aur meeting fix ki unka ek ladka aaya mere pass aur usne details bataya Maine 17700 cheque payment kar diya aur 3 mahine baad bhosadi kam nhi kiye phone bhi kbhi uthate h kabhi nhi received karte main paisa refund chahta hu legal action kya hoga
Share on
×