Anukampa niyukti
Mere pita ki death 22.05.1993 ko hui us samay mai apne ma k garbh me tha ma padhi likhi n hone k karan koi dawa nahi ki mai jab 18 saal ka hua to anukampa nahi di gai ...aj mera pariwar aarthik sankat se jujh rha hai,,,,,kya anukampa niyukti milne ka mujhe koi ummid hai ya koi rasta bataye
Share on
×