builder did fror with us builder did fror with us

4 years ago

sir humane june 2016 me kalyan me ghar book kiya tha 25000 booking ampunt bharke, aur bola gaya tha ki sept tak aapko possession mil jayega aaisa bola tha, lekin tab tak usane humne possession nahi diya oww humne aur paiso ki mang karne laga to humane aur paise bhi diye lagbagh 2.5lac bhar diye the lekin to bhi usane room nahi diya, bar bar usake office me jane ke baad pata chala ki usane ow book kiya hua room usane kisi aur ko bech diya hai, to us builder ne hume kaha ki hum usake badle me aapko dusra room dete hai dusri building me, hum pahle to agree nahi hua lekin baad me majburi me humane dusra room book kr diya yah naya wala room humne 2017 june me book kiya uske baad oww aur paiso ki mang karne laga lekin humare pass paise nahi the to humne loan nikal ke uske pass 2.5 lac aur submit kr diye lekin oww vapas se registration kar nahi raha tha fhir humne pata chala ki registration govt. ne hi band karke rakha hai, to humne use kaha ki thik hai registration jab chalu hoga tab kar lenge lekin abhi to humae rahne keliye ghar dijiye kyu ki hum rent pe rahte the, to oww man gaya lekin usne ek condition rakhi ki ghar tab hi milega jab aap EMI doge aur yah EMI bank ko nahi use yane builder ko dena padega
to hum agree ho gaye aur use 10% ki hisab se 10 year ke mutabik jo bhi emi hua usake humne 12 check use de diye
aur room humne dec 2018 me liya aur ha humne notri karvaiee ki baad me koi mushkil na ho,
aur hum dec 2018 me rahne ke liye aa gaye, lekin sir 15 days pahle ek person humare ghar pe aur usane kaha ki hum jis ghar me rah rahe hai oww ghar usake naam pe hai to hume laga ki yah jhoot bol raha hai to humne use registration ke paper dikhane ko kaha to usane dikha to sach me yah ghar usake naam pe hai , humne fhir builder ko call kiya to oww bol raha hai ki haa room unake naam par hai to sir plzz bataye ki hume ab kya karna chahiye

Sayaree Ganguly

Responded 4 years ago

A.You should send them a legal notice first asking for your money back or the property. You can consult me personally and share the details.
Helpful
Helpful
Share

Post Your Matter Post Your Matter

Talk to a Lawyer Talk to a Lawyer

Ask a question Ask a question

Vidhi Samaadhaan Vidhi Samaadhaan

Read Related Answers

question iconProperty documents
Dear Sir, It is not safe to give your originals to any broker. Thereafter, they may blackmail you.
question iconRight over mother's ancestral property
Dear Sir, You have no rights over ancestral property of your mother during her lifetime since it is her exclusive Streedhana. She may execute a Will or alienate the property as she may wish.
question iconTransfer of property to wife after demise of husband
Dear Client, According to the law of inheritance, on the death of a person, his legal heirs have a right to inherit the property. So, in this case, the mother and children being the legal heirs of th...
question iconPath to reach home
Dear Client, you can send a legal notice to the party for criminal trespass of the land and you can also file a police complaint criminal intimidation Or file a civil case against him and get an orde...
question iconProperty disputes
Dear Client, Commercial activities in residential areas are impermissible under the law. In the given scenario, serving a legal notice to the owner of the residential house file a mass complaint to...